Saturday 30 August 2014

"Ehsas"


"Ehsas"

main ek fard hoon
ya ek ehsaas hoon
mein ek jism hoon
ya rooh ki pyaas hoon

ke sach ki talaash hai 
duur aakaash hai 
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

kabhi mein aml hoon
kabhi beaml hoon
gar tujh mein nahi
to phir bemehl hoon

ke sach ki talaash hai 
duur aakaash hai 
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

ke sach ki talaash hai 
duur aakaash hai 
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

sach ki talaash hai 
duur aakaash hai 
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

main ek fard hoon
ya ek ehsaas hoon
mein ek jism hoon
ya rooh ki pyas hoon

"Aadat"

Najaane kab se
Umeedain kuch baqi hain
Mujhe phir bhi teri yaad
Kyun ati hai?
Najaane kab se

Durr jitna bhi tum mujhse
Paas tere main
Ab tau addat si hai mujhko aise jeene main
Zindagi se koi shiwva bhi nahi hai
Ab tau zinda hun main iss neele asmaan main

Chaahat aisi hai yeh teri
Barhti jaye
Aahat aise hai yeh teri mujhko sataye

Yaadain gehri hain yeh kitni
Dil doob jaye
Aur aankhon main yeh ghum num ban jaye

Ab tau addat si hai mujhko aise jeene main

Sabhi raatain hain
Sabhi baatain hain
Bhula do unhain
Mitta do unhain

Ab tau addat si hai mujhko